Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Lyrics in English Translation sung by Nusrat Fateh Ali Khan. He is a legend singer and Hindi Song Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Lyrics is given by Nusrat Fateh Ali Khan and music is also given by Nusrat Fateh Ali Khan. Nusrat Fateh Ali Khan – Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Lyrics Meaning in English.

Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Song Details:

Song Title: Ye Jo Halka Halka Suroor Hai
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Album: Intoxicated Spirit
Released: 1991

Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Lyrics in English Translation - Nusrat Fateh Ali Khan
Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Lyrics in English Translation – Nusrat Fateh Ali Khan

Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Lyrics in English Translation

Ye jo halka-halka suroor hai, ye jo halka-halka suroor hai
Ye teri nazar ka kusoor hai, ke sharaab peena sikha diya
(Ye teri nazar ka kusoor hai, ke sharaab peena sikha diya)

Ye jo halka halka suroor hai (ye jo halka halka suroor hai)
Ye teri nazar ka kusoor hai (ye teri nazar ka kusoor hai)
Ke sharaab peena sikha diya (ke sharaab peena sikha diya)

Tere pyaar ne, teri chaah ne, tere pyaar ne, teri chaah ne
Teri behki-behki nigaah ne, mujhe ik sharaabi bana diya
(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)
Teri behki- (behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)
(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)

Sharaab kaisi, khumaar kaisa, ye sab tumhari nawazishein hain
Pilaayi hai kis nazar se tune ke mujh ko apni khabar nahin hai?

(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)
(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ik sharaabi bana diya)

Saara jahaan mast, jahaan ka nizaam mast
(Saara jahaan mast, jahaan ka nizaam mast)
Khoon mast, sheeshaa mast, subbu mast, jaam mast
(Khoon mast, sheeshaa mast, subbu mast, jaam mast)
Din mast, raat mast, sahar mast, shaam mast
(Din mast, raat mast, sahar mast, shaam mast)

Yoon to saaqai har tarah ki tere maikhane mein hai
(Yoon to saaqai har tarah ki tere maikhane mein hai)
Ae, woh bhi thodi si…
Ae, woh bhi thodi si jo in aankhon mein, paimaanein mein hai
(Woh bhi thodi si jo in aankhon mein, paimaanein mein hai)

Sab samajhta hoon teri ishwagari, ae saaki
Sab samajhta hoon… (teri ishwagari, ae saki)
Kaam karti hai nazar naam hai paimaane ka

(Teri behki-behki nigaah ne mujhe ek sharaabi bana diya)
Re, tera pyaar hai- (meri zaindagi, tera pyaar hai meri zaindagi)
(Tera pyaar hai-) re, bus meri zindagi
Tera pyaar hai (o bus meri zindagi, tera pyaar hai, o bas)
(Bus meri zindagi, tera pyaar hai)

Na namaaz aati hai, mujhko na wuzu aata hai
Sajda kar leta hoon, jab saamne tu aata hai
(Bus meri zindagi, tera pyaar hai)
(Bus meri zindagi, tera pyaar hai)

Meri, meri, meri, bus meri zindagi (tera pyaar hai)
Haan, meri zindagi, teri yaadein hain, meri bandagi
Jo teri khushi, woh meri khushi (jo teri khushi, woh meri khushi)

Ye mere junoon ka hai mojza, ye mere junoon- (ka hai mojza)
Jahaan apne sar ko jhuka diya, wahaan maine kaaba bana diya
(Jahaan apne sar ko jhuka diya, wahaan maine kaaba bana diya)

Mere baad kiss ko sataaoge? (Mere baad kiss ko sataaoge?)
(Mere baad kiss ko sataaoge? Mere baad kiss ko sataaoge?)

Maine unke saamne awwal-to-khanjar rakh diya
Phir kaleja rakh diya, dil rakh diya, sar rakh diya aur arz kiya
Mere baad- (kiss ko sataaoge?)
(Mere baad kiss ko sataaoge?)
Mujhe kis tarha se mitaaoge?
Kahaan jaake teeri chalaaoge?
(Kahaan jaake teeri chalaaoge?)

Meri dosti ki balaayein lo, meri dosti ki- (balaayein lo)
Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya
(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya)
(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil…)

(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya)
(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya)
(Mujhe haath utha kar duaaein do, tumhein ek kaatil bana diya)

Ye jo halka-halka suroor hai, yeh teri nazar ka kusoor hai
Ke sharaab peena sikha diya

Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Farrukh Ali Khan, Iqbal Kasoori Naqibi

Read More Lyrics

Ye Jo Halka Halka Suroor Hai Music Video – Nusrat Fateh Ali Khan

FAQ (Featuring Answer Question)

Who sang the “Ye Jo Halka Halka Suroor Hai” Song?

Ans:- “Ye Jo Halka Halka Suroor Hai” song is sung by “Nusrat Fateh Ali Khan”.

Who Wrote the “Ye Jo Halka Halka Suroor Hai” song?

Ans:- “Ye Jo Halka Halka Suroor Hai” Song Lyrics are written by “Nusrat Fateh Ali Khan, Farrukh Ali Khan, Iqbal Kasoori Naqibi

Which Music Company has released “Ye Jo Halka Halka Suroor Hai”?

Ans:- “Ye Jo Halka Halka Suroor Hai” Song is Released under the Label “Shemaroo”.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x
Share via
Copy link