“There is no affection without absolution and there is no pardoning without adoration”
“Mazaa” is a tune about admission, love, double-crossing, lament, and absolution from dearest…
Saregama Originals Presents “Mazaa” in the voice of “B Praak” including Gurmeet Choudhary and Hansika Motwani. The tune is created by “B Praak“, verses wrote by Jaani and coordinated by Arvindr Khaira.
Sound Credits:
Singer& Music By: B Praak
Lyricist and Composer: Jaani
Video: Arvinder Khaira
Introduction by: Dilraj Nandha
MAZAA Song Lyrics Pdf |
B Praak | Jaani
–
Maine Dekha Hai Gairon Ki Baho Mein So ke, Sach batayein Mazza aa gaya,
Tu Tu Hai Meri Jaan koi tujh sa koi na, yeh unki jo Khushboo samjha gaya…
Maine Dekha Hai Gairon ki Bahi Mein So Ke – 2
Bhatak gaye the hum Ek Shaam ko, kiya hai kharaab kharaab tere naam ko
Kyun Dil Teda Todha yeh poochne humse sapne mein mere khuda aaya…
Dariya Yeh Dariya Dariya Na Hota , Na Hota Jo Iska Kinara
Aqal Thikane aayi hamari tumse bichad kar o yaara – 2
Raat ko Nikla tha teri gali se, thokar main kha kar subah aa gaya
Maine Dekha Hai Gairon Ki Bahi Mein, Sach Sach batayein Mazza aa gaya,
Tu Tu Hai Meri Jaan koi tujh sa koi na, yeh unki jo Khushboo samjha gaya…
Yeh Ghalti Thi Akhari Mauka de de na mujh ko tu Saaki,
Ab tere pairon mein kaatnge jitni bhi zindagi hai baaki – 2
Jaani ke andar jo Jaani Awaara tha Jaani who khud hi Jala aa gaya
Maine Dekha Hai Gairon Ki Bahi Mein, Sach Sach batayein Mazza aa gaya,
Tu Tu Hai Meri Jaan koi tujh sa koi na, yeh unki jo Khushboo samjha gaya…
Writer:- Jaani
Song Lyrics Pdf DOWNLOAD
Website:- https://www.lyricsport.com/