Bewafa Tera Masoom Chehra Song Lyrics | Feat. Jubin Nautiyal,

 Gulshan Kumar and T-Series present Bhushan Kumar’s “Bewafa Tera Masoom Chehra” brand new song in the voice of “Jubin Nautiyal“, music by “Rochak Kohli“, lyrics by Rashmi Virag featuring Karan Mehra, Ihana Dhillion & Amardeep Phogat. The video is directed by Navjit Buttar.

Song: Bewafa Tera Masoom Chehra
Artist: Karan Mehra, Ihana Dhillion & Amardeep Phogat
Singer: Rochak Kohli Feat. Jubin Nautiyal
Music: Rochak Kohli
Lyrics: Rashmi Virag
Video: Navjit Buttar
Associate Music Producers: Akash Rijia and Firoz Khan
Music Label: T-Series

BEWAFA TERA MASOOM CHEHRA SONG LYRICS

 

Dil Laga Bhi Liya

Ishq Bhi Kar Liya

Chandni Raat Mein

Humnein Taare Gine

 

Dil Laga Bhi Liya

Ishq Bhi Kar Liya

Chandni Raat Mein

Humnein Taare Gine

 

Khwaab Jaisa Koyi

Khwaab Thi Zindagi

Neend Tuti Toh
Aaya

Samajh Ye Hume

 

Raah Woh Jispe
Main Chal Raha Tha

Uski Koi Bhi
Manzil Nahi Hai

 

Bewafa Tera Masoom
Chehra

Bhool Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

Bewafa Tera Masoom
Chehra

Bhool Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

 

Bewafa Tera Masum
Chehra

Bhool Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

Khoobsurat Bahot
Hain Tu Lekin

Dil Lagane Ke
Kabil Nahi Hai

 

Bewafa Tera Masoom
Chehra

Bhool Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

Bhool Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

 

Ho Meri Yaado Se
Tu Aaj Tak Na Gaya

Aankh Mein
Barishein Teri Maujood Hai

Meri Yaado Se Tu
Aaj Tak Na Gaya

Aankh Mein
Baarishein Teri Maujood Hai

 

Aaj Bhi Mehfilon
Mein Tere Aur Mere

Naam Pehle Ki
Tarah Hi Mashoor Hai

Mere Barbaadiyon
Ki Wajah Mein

Kehte Hai Ki Tu
Shamil Nahi Hain

 

Qatal Baazar Mein
Ho Chuka Hu

Firbhi Tu Mera
Kaatil Nahi Hain

 

Bewafa Tera Masoom
Chehra

Bhul Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

Bhul Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

 

Kabhi Iss Ore
Kabhi Uss Ore

Chale Jate Ho

Mohabbat Hamse
Wafa Ghairon Se

Ye Hunar Kahan Se
Laate Ho

 

Karwat Badal Leta
Hu Main Aaj-Kal

Jo Kabhi Mere
Khwabon Mein

Tum Chale Aate Ho

 

Jhuthi Wafayon Ki
Jhoothi Kahani Hai

Tune Sunai Mujhe

Mere Liye To Khuda
Bhi Tha Jhootha

Main Sach Maan
Baitha Tujhe

 

Jhuthi Wafayon Ki
Jhoothi Kahani Hai

Tune Sunai Mujhe

Mere Liye To Khuda
Bhi Tha Jhootha

Main Sach Maan
Baitha Tujhe

 

Saare Ke Saare
Zakham Hai Sambhale

Jo Tune Diye The
Mujhe

Ab Dhadakta Hai
Seene Mein Mere

Hain Wo Pathar Koi
Dil Nahi Hai

 

Zindagi Bhar Jise
Maine Chaha

Zindagi Bhar Jise
Maine Chaha

Marke Bhi Mujhko
Hasil Nahi Hai

 

Bewafa Tera Masoom
Chehra

Bhool Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

Bhool Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

Bhul Jaane Ke
Kabil Nahi Hai

 

Written by:
Rashmi Virag

Bewafa Tera Masoom Chehra Song Pdf

DOWNLOAD

Website:- https://www.lyricsport.com/


Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *